main ne kaha keh zindgi main ab tera sath nahi
usne kaha keh ab bhi kisi ki ankhon main doob jatey ho
main ne kaha keh ab kisi ki ankhon main woh baat nahi
usne kaha kiun toot kr chaha tha mujhey
main ne kaha insan hun pathar zaat nahi
usne kaha main be wafa hun
main ne kaha wafa ki ab mujhe talaash nahi
usne kaha bhool ja mujh ko
main ne kaha tum haqiqat ho khuwaab nahi
usne kaha kiun toot kr chaha tha mujhey
main ne kaha insan hun pathar zaat nahi
usne kaha main be wafa hun
main ne kaha wafa ki ab mujhe talaash nahi
usne kaha bhool ja mujh ko
main ne kaha tum haqiqat ho khuwaab nahi
0 comments Blogger 0 Facebook
Post a Comment